loading...

Friday 6 January 2012

*NAGOUR- >degana- bharat ki sabse badi "tungsten" khanan pariyojana >makrana-sangmarmar ke liye famous ... >parbatsar-RJ ka sabse bada pashu mela veer tejaji >peepasar-lok devta jambho g ka janm sthal >kharnal-lok devta tejaji ka janm sthal >gotan-RJ ka 1st white cement factory.1984 >bagdari-2oct. 1959 ko desh ka panchayt raj ka udghatan >Hamiduddin nagouri ki dargah >saifuddin abdul Wahab-bharat ki kaadriya sampraday ki sabse badi dargah >khinvsar durg, kuchaman durg, naguor durg >RJ ka dhatu nagar, ahichhatrapur >ladnu-jain vishva bharti sansthan >medta-rao duda dwara nirmit meera mandir >medta-shri baldev pashumela >Medta city se medta road ke bich india ki 1st rail bus seva 1994 me prarambh >sarvadhik pashumele >1st panchayat raj vyavastha >lok natya kuchaman khyal-famous kalakar lachchhi ram >kuchaman-chakkiyo k aimari stone k liye famous >junjala-gusae mandir k liye famousSee More


No comments:

Post a Comment