loading...

Saturday 7 January 2012

MAHARANA SANGA (maharana sangram singh)-

=>
*>Sanga ko "hindupat v sainiko ka bhagna avshesh" aadi naamo se jana jata he. *>yah rajasthan ka antim(last) hindu raja tha jiske senapatitva me pure rajputo ne mughalo ko bharat ke bahar nikalne ka prayas kiya. *>rana sanga ne 1517.ad me khatoli (bundi) v 1518.ad me baadi (dhoulpur) ke yuddha me Ibrahim lodi ko parajit kiya. *>16fab. 1527.ad ko sanga ke sainiko ne babar ke sainiko ko harakar bayana durg par adhikar kar liya. *>17.march 1527.ad ko khanwa ke yuddha me rana sanga babar se parajit ho gaye, khanwa ke yuddha me babar ne "jihad" ka nara diya aur esi yuddha me babar ne rajput sena ke sammukh "1st baar top ka prayog" kiya tha. FACT=> *>rana sanga ne apne desh ke gourav ki raksha ke liye *ek aankh (eye) *ek hath aur *ek per gava diye the, eske alawa unke sharir(body) par talwar(sword) ke "80 ghaavo ke chinha" moujud the. *>rana sanga ko "KALAPI" namak sthan par sathiyo ne "JAHAR" dekar maar diya tha, *>enka daah sanskar "mandalgarh" me kiya gaya, jaha enki chhatri bani huyi he.

No comments:

Post a Comment